Armaan Malik – Barsaat Lyrics

Barsaat Lyrics Armaan Malik

Hoke judaa khush ho agar
Hass k bichad jaaugaa
Kehde mujhe dil se tere
Khud he utar jaauga

Kar Faisla abhi k abhi
Kyu bewajah intzaar hai
Yaa phir mujhe tum rok lo
Agar mere liye pyaar hai

Phir Aaj hai dil ro raha
Sab keh rahe barsaat hai
Phir Aaj hum khamosh hai
Shaayad koi to baat hai

Tere liye iraade mere
Main na badal paauga
Chaahe milo jitno se tum
Sabb mei nazar aauga

Saanso hai jo uss bhullna
Itna bhi kaha aasaan hai
Karke dekh le Sau koshishe
Naa mumkin si ye baat hai

Phir Aaj hai dil ro raha
Sab keh rahe barsaat hai
Phir Aaj hum khamosh hai
Shaayad koi to baat hai

Phir Aaj Hai Dil Rooo Raha
Sab keh rahe Barsaat hai.

YouTube video