Ritviz – TEYI Lyrics

TEYI Lyrics by Ritviz

Pyaari baatein
Mujhe suna de
Kyaa teri aankhein
Samjhengi meri raatein
Tu hi faza hai
Azadi ki Saba hai
Meri kahani ka tu
Akhri panna hai

Hum toh ho rahe
Baaware
Lage na Jiya
Meri baahon mein
Kab aaoge na
Hum toh ho rahe
Baaware
Lage na Jiya
Meri baahon mein
Kab aaoge na

Ho rahi
Betaabiyaan
Ho rahi
Gushtaakhiyaan
Ho rahi
Meri talash yahan
Wo kahin
Mai wahan kahan

Milne jo sapno mein
Tu aayee thi
Raat Bhar soya hi ni
Aise kaise cheene chaina
Meri ibaadat ki tu aadat si
Choo kar tune qayamat ki
Aise kaise cheene chaina

Hum toh ho rahe
Baaware
Lage na Jiya
Meri baahon mein
Kab aaoge na
Hum toh ho rahe
Baaware
Lage na Jiya
Meri baahon mein
Kab aaoge na

Ho rahi
Betaabiyaan
Ho rahi
Gustaakhiyaan
Ho rahi
Meri talash yahan
Wo kahin
Mai wahan kahan

Tu aajaa mere paas
Tu aajaa mere paas
Tu aajaa mere paas
Tu aajaa mere paas

Ho rahi
Betaabiyan
Ho rahi
Gustaakhiyaan
Ho rahi
Meri talash yahan
Wo kahin
Mai wahan kahan
ho rahi